Friday 6 September 2013

Azaad Panchhi

 Ham Hain Azaad Panchhi
Kaid mei na kabi reh paayengey
Zaneeron ko na kabi seh paayengey
Hum hain azaad panchhi
Udhna hamey aata hai
Hawaon mei behna aata hai
Manzil ko bas ab paana hai
Dum apna poora lagaana hai
Tere sath k bina sab soona hai
Par ab har haal mei aasmaan ko chhoona hai !!!

No comments:

Post a Comment