Ek hansi ke liye waqt nahi,,
din raat dubti duniya mein
zindgi ke liye waqt nahi,,,
maa ki loree ka ehsas to hai,,
lekin maa ko maa kahne ka waqt nahi,,
saare rishton ko to hum maar chuke ,,
par ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi,
,saare naam mobile mein feed to hain,,
par dosti ke liye waqt nahi,,
gairon ki kya baat karein,,
jab aapno ke liye hi waqt nahi,,
aankhon mein hai neend bhari,
,par sone ke liye bhi waqt nahi,,,
dil hai ghamoon se bhara hua,,
par rone ke liye waqt nahi,
,paison ki daud mein aise daude,,,
ke thakne ka bhi waqt nahi,,
paraye ehsason ki kya kadar karein ,
,jab aapne sapno ki liye waqt nahi,,
tu hi bata zindgi is zindgi ka kya hoga,
,jab har pal marne walon ko jeene ke liye bhi waqt nahi**
-----by anonymous writer
din raat dubti duniya mein
zindgi ke liye waqt nahi,,,
maa ki loree ka ehsas to hai,,
lekin maa ko maa kahne ka waqt nahi,,
saare rishton ko to hum maar chuke ,,
par ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi,
,saare naam mobile mein feed to hain,,
par dosti ke liye waqt nahi,,
gairon ki kya baat karein,,
jab aapno ke liye hi waqt nahi,,
aankhon mein hai neend bhari,
,par sone ke liye bhi waqt nahi,,,
dil hai ghamoon se bhara hua,,
par rone ke liye waqt nahi,
,paison ki daud mein aise daude,,,
ke thakne ka bhi waqt nahi,,
paraye ehsason ki kya kadar karein ,
,jab aapne sapno ki liye waqt nahi,,
tu hi bata zindgi is zindgi ka kya hoga,
,jab har pal marne walon ko jeene ke liye bhi waqt nahi**
-----by anonymous writer
No comments:
Post a Comment